Shair Yaar E Avliya, Ae Saahib E IzzO Waqaar,
Ae GUL e Baag e Wilaayat, Dono Aalam Ki Bahaar,
Hu Khazaan e Gum ke Haatho, Aaj Kal zaarO kataar,
TERI chaukhat par khada hu haath bandhe ashqbaar!
Ae Shah E Simnan Wa Gauss e Aalam O Peer e Hooda,
Saahib E Fazl O Ataa, Sar Chasma E Jud O Sakha,
Tere Darr Pe Tera Mangta, Dasht Basta Hai Khada,
Laaj Rakh Le Mere DAATA, Mere KHAALI Haath Ka!
Ek tarike Par Nahi rehta kabhi duniya ka haal,
Har Kamaal O Raa zawaalO, Har ZawaalO Raa Kamaal,
Kat jaae Furqat ki raate, Ab Do Ho Behre Wisaal,
Ha! Nikal Ae AAFTAB E HUSN, AE MEHR E JAMAAL!
Aa Gaye Hai Ab Adaavat Par Bahot Ahle Zaman,
Ek Mai Hu Naat'waa Aur Laakho Hai Runjo alam,
Syed e Muhtaaj ki sun le baraa e Panjatann,
Bol Baala Ho Tera, Aabaad Teri Anjuman!
Recent Posts
Results
SEARCH JASHN-E-AULIYA
Wednesday, April 18, 2012
Kalam-E-Mustafa - Islamic Kalmas
Tuesday, April 10, 2012
Nahjul Balagha "Sayings Of Imam Ali
ஜ●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬●ஜ
Nahjul Balagha "Sayings Of Imam Ali (a.s)" ->Peak of Eloquence
ஜ●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬●ஜ
________B'ISM - I - 'LLAH - ER - RAHMAN ER - RAHEEM_______
_________{Nahjul Balagha ->Sayings And Preachings,324}_____
Amirul Momineen Ali ibn Abi Talib ( علیہ ﺍﻟﺴﻼم ) nay farmaya :
Tanhaiyon Main Allah ki Mukhalifat Karny Se Daro,Kiun K Jo Gawah Hai Wohi Hakim Hai.
وقال عليه السلام: اتَّقُوا مَعَاصِيَ اللهِ فِي الْخَلَوَاتِ، فَإِنَّ الشَّاهِدَ هُوَ الْحَاكِمُ
Amirul Momineen Ali ibn Abi Talib ( علیہ ﺍﻟﺴﻼم ) said : Beware of disobeying Allah in solitude, because the witness (of that situation) is also the judge.
مولاۓ کائنات۴ نے فرمایا :تنہائیوں میں اللہ تعالیٰ کی مخالفت کرنے سے ڈرو۔ کیونکہ جو گواہ ہے وہی حاکم ہے
हज़रत इमाम अली ने कहा : तन्हाई में भी ख़ुदा की नाफ़रमानी से डरो के जो देखने वाला है वही फ़ैसला करने वाला है।
Hazarata imāma alī nē kahā : Tanhā'ī mēṁ bhī ḵẖudā kī nāfaramānī sē ḍarō kē jō dēkhanē vālā hai vahī faisalā karanē vālā hai.
{Nahjul Balagha ->Sayings And Preachings,324}
ஜ●▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬▬●ஜ
التماس دعا
~`AamirAli Mirعامرعلی مر'~
Tuesday, April 3, 2012
Saying Of Imam Ali
Amirul Momineen Ali ibn Abi Talib ( علیہ ﺍﻟﺴﻼم ) nay farmaya : Mukhtasir maal denay mai bhi Sharm na karo K, Mehroom kar dena is say bhi Ziyada Kamtar Darjah ka kaam hai
مولاۓ کائنات۴ نے فرمایا :تھوڑا دینے سے شرماؤ نہیں کیونکہ خالی ہاتھ پھیرنا تو اس سے بھی گری ہوئی بات ہے
Amirul Momineen Ali ibn Abi Talib ( علیہ ﺍﻟﺴﻼم ) said : Do not fell ashamed for giving little. because refusal is smaller than that.
وقال عليه السلام: لاَ تَسْتَحِ مِنْ إِعْطَاءِ الْقَلِيلِ، فَإِنَّ الْحِرْمَانَ أَقَلُّ مِنْهُ
हज़रत इमाम अली ने कहा :मुख़्तसर माल देने में भी शर्म न करो के महरूम कर देना इससे ज़्यादा कमतर दर्जे का काम है।
Hazarata imāma alī nē kahā : Muḵẖtasara māla dēnē mēṁ bhī śarma na karō kē maharūma kara dēnā isasē zyādā kamatara darjē kā kāma hai.
{Nahjul Balagha ->Sayings And Preachings,67}